Dillagi

Caha hai tumhe itna,ye kaise bataye,sine me ek dil bhi he ye kaise chupaye.

Aaj insaniya marti ja rahi he,jivan hame maa deti he,palta heme pita he.lekin in sabse bhadhkar is duniya me jo hame jinda rakhta he,wo nature he.aaj har koi sirf apne apne duniya me laga huaa he,lekin jiske wajah se is duniya me he use hi bhul bathe he,sirf 2 mint oxygen na mile to insaan mar jayega,jo nature hame oxygen hame de rahi he unka ham badi hi beparwahi se hanan karte ja rahe he, anjaam din par din,ghatak hota ja raha he. Aaiye love ka sahi Mayne ko sakar kare apne jovan me kam se kam 100 tree lagane ka prayas kare aur is dharti aur apne chahne walon ka jivan surkhit aur swasth banaye.

टिप्पणी करे